Saturday, January 26, 2008

A cold winter night..

It is dark.

A cold wind wakes me up.

Jungles are quiet at night and this one is too. But it is different from others as there are no wild animals. No lions, no tigers, no monkeys. Just the wind, the leaves and me. The wind is talking to the leaves and I am a spectator.

I get up and walk.

There is silence. A soothing silence. A silence that hypnotizes you with peace.

I walk barefoot. I walk bare.

The moon guides my path and brings me to a river. The water is still. Not a sound. Not a wave. Just the reflection of the moon that calls me.

I walk inside the river and bathe. The bath energizes my body with even more peace. It absorbs all my pain. My body feels new. It feels fresh. It feels divine.

I walk out of the river towards the jungle. The water is yet still. There is a hand holding me and guiding my path.

My bare body feels comfortable. It feels like a bird that is flying in the sky. A force pulls me to the sky. I am flying. My journey has no destination. Rather, each path I cross is in itself a destination.

A cloud stretches its hand to call me. It embraces me gently.

My body floats back to the jungle.

The leaves are yet talking to the wind. I wish to share my journey with them, but cant break their conversation.

A cold wind puts me to sleep.

It is dark.

Raj Kapoor - Mera Joota Hai Japani

Here is a Raj Kapoor song.. its really beautiful.. the words are knit very beautifully.. :)

Mera Joota Hai Japani Yeh Patloon Englishtani
Sar Pe Laal Topi Roosi Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Mera Joota...

Nikal Pade Hai Khulli Sadak Par Apna Seena Taane
Manzil Kahan, Kahan Rukna Hai,Uparwala Jaane
Badte Jaayen Hum Sailani, Jaise Ek Dariya Toofani
Sar Pe Laal Topi Roosi Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Mera Joota...

Upar-Neeche Neeche-Upar Leher Chale Jeevan Ki
Nadaan Hai Jo Baith Kinare, Pooche Raah Watan Ki
Chalna Jeevan Ki Kahaani, Rukna Maut Ki Nishaani
Sar Pe Laal Topi Roosi Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Mera Joota...

Honge Raaje Rajkanwar Hum Bigde Dil Shehzade
Hum Singhasan Par Ja Baithen Jab Jab Karen Iraade
Surat Hai Jaani Pehchani Duniya Walon Ko Hairani
Sar Pe Laal Topi Roosi Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Mera Joota...

Saturday, January 12, 2008

Kabhi Yun Bhi To Ho..

kabhi yun bhi to ho..
dariyaa kaa saahil ho..
poore chaand ki raat ho..
aur tum aao..

kabhi yun bhi to ho..
pariyon ki mahfil ho..
koi tumhaari baat ho..
aur tum aao..

kabhi yun bhi to ho..
kabhi yun bhi to ho..
ye naram mulaayam thandi havaayen..
jab ghar se tumhaare guzaren, tumhaari khushboo churaayen..
mere ghar le aayen..

kabhi yun bhi to ho..
sooni har mahfil ho..
koi naa mere saath ho..
aur tum aao..

kabhi yun bhi to ho..
kabhi yun bhi to ho..
ye baadal aisaa toot ke barse..
mere dil ki tarah milne ko, tumhaara dil bhi tarse..
tum niklo ghar se..

kabhi yun bhi to ho..
tanhaai ho dil ho..
boonde hon barsaat..
ho aur tum aao..

kabhi yun bhi to ho..
dariyaa kaa saahil ho..
poore chaand ki raat ho..
aur tum aao..

kabhi yun bhi to ho..
kabhi yun bhi to ho..
kabhi yun bhi to ho..
kabhi yun bhi to ho..
jeevan ki raah mein, mei chalta chala gaya..
jin paudho ko pani diya, fal koi aur le gaya,
jo apne liye maanga tha khuda se, kisi aur ko mil gaya,
muskarata chala gaya mein, to khuda ne bhi raham na kiya..